Khazana tu hai mera

Hindi

खज़ाना तू है मेरा

Khazana tu hai mera

Song Information

Hindi Version

दुनिया की नज़रों में

जब मैं काफ़ी न था

तूने मुझे अपने

प्यार से क़ाबिल किया


हुज़ूरी में तेरी, बैठा रहूँ मैं

तुझको ही ताकता रहूँ

क़दमों में तेरे, बैठकर मैं तेरी

बातों को सुनता रहूँ



मैं दीवाना तेरा

तू क़ीमती ख़ज़ाना मेरा

येशुआआआ...


दुनिया की बातें

उठाती, गिराती मुझे

तेरे ही लफ़्ज़ों से

मिलती है राहत मुझे


तेरी नज़र से

ख़ुद को मैं देखूँ

पहले से कामिल हूँ मैं

जाना जब मैंने

ख़ुश है तू मुझसे

आज़ाद मैं हो गया


तू दीवाना मेरा

मैं क़ीमती ख़ज़ाना तेरा

तूने सब कुछ दे दिया

मैं क़ीमती ख़ज़ाना तेरा

तेरी आँखों की पुतली हूँ, पापा


English Version

Duniya ki nazaron mein

Jab main kaafi na tha

Tu ne mujhe apne

Pyaar se kaabil kiya


Huzoori mein Teri, baitha rahoon main

Tujhko hi taqta rahoon

Kadmon mein Tere, baithkar main Teri

Baaton ko sunta rahoon


Main deewana Tera

Tu keemti khazana mera

Yeshuaaa...


Duniya ki baatein

Uthati giraati mujhe

Tere hi lafzon se

Milti hai rahat mujhe


Teri nazar se

Khudko main dekhu

Pehle se kaamil hu main

Jaana jab maine

Khush hai Tu mujhse

Aazaad main ho gaya


Tu deewana mera

Main keemti khazana Tera

Tune sab kuch de diya

Main keemti khazana Tera

Teri aankhon ki putli hoon Papa

More Information


Available Videos

Rate This Song

Current Rating

5

Based on user ratings

Share this song:

You Might Also Like

Sang Tere

Sang Tere

संग तेरे

shaktishaali (Kaun hai woh jo aag se bachaye)

shaktishaali (Kaun hai woh jo aag se bachaye)

शक्तिशाली (कौन है वो जो आग से बचाए)

gawahi

gawahi

गवाही

shaktishaali (Kaun hai wo, jo aag se bachaye)

shaktishaali (Kaun hai wo, jo aag se bachaye)

शक्तिशाली (कौन है वो, जो आग से बचाए )

Jaha Mein Jau, Teri Aaradhna Ho

Jaha Mein Jau, Teri Aaradhna Ho

जहाँ मैं जाऊं, तेरी आराधना हो

Bhawar ke beech me (Chattan)

Bhawar ke beech me (Chattan)

भवर के बीच मे

Wafadar

Wafadar

वफ़ादार

Tera pyaar, sirf Tera pyaar

Tera pyaar, sirf Tera pyaar

तेरा प्यार, सिर्फ तेरा प्यार

Back to Search