paak yehowah mujhe maaf kerta hai

Hindi

पाक यहोवा मुझे माफ करता है

paak yehowah mujhe maaf kerta hai

Song Information

Hindi Version

हल्लेलुयाह - ६

पाक यहोवा मुझे माफ करता है 

लहू येशु का मुझे साफ करता है 

हल्लेलुयाह - ६

वो जो बे-ऐब था वो ऐब मेरे ले गया 

अपने लहू से वो नजात मुझे दे गया - २

कौन करता है इतना - २

प्यार जो येशु ने किया 

हल्लेलुयाह - ६

येशु का कमाल है यहोवा का जलाल है

मेरी ताकात है येशु येशु मेरी ढाल है - २

मैंने बस इतना किया - २

उसका इकरार किया 

हल्लेलुयाह - ६

दिल में बसाया उसे रूह में बसा लिया

येशु मसीह ने मुझे अपना बना लिया - २

आने वाला है जल्द - २

लेने मुझे मेरा पिया 

हल्लेलुयाह - ६

English Version

hallelujah - 6

paak yehowah mujhe maaf kerta hai

lahu yeshu ka mujhe saaf kerta hai

hallelujha - 6

wo jo be-aib tha wo aib mere legaya

apne lahu se wo nazaat mujhe de gaya - 2

kaun kerta hai itna - 2

pyaar jo yeshu ne kiya

hallelujha - 6

yeshu ka kamaal hai yehowah ka jalaal hai

meri takat hai yeshu yeshu meri dhaal hai - 2

maine bus itna kiya - 2

uska ikraar kiya

hallelujha - 6

dil me basaya use ruh me basa liya

yeshu masih ne mujhe apna bana liya - 2

aane wala hai jald - 2

lene mujhe mera piya

hallelujha - 6

Available Videos

Rate This Song

Current Rating

4.5

Based on user ratings

Artists

Share this song:

You Might Also Like

woh pyari salib dikhti hai mujhe

woh pyari salib dikhti hai mujhe

वो प्यारी सलीब दिखती है मुझे

Hosanna Teree Hum Kare

Hosanna Teree Hum Kare

होसन्ना तेरी हम करे

Aisi roti de mujhko, aisa paani de mujhko

Aisi roti de mujhko, aisa paani de mujhko

ऐसी रोटी दे मुझको, ऐसा पानी दे मुझको

Ibteda mein kalaam tha

Ibteda mein kalaam tha

इबतेडा में कलाम था

Shukr Karo Rab ka woh jo malik hai sabka

Shukr Karo Rab ka woh jo malik hai sabka

शुक्र करो रब का वो जो मलिक है सबका

Meri Ruh Khuda Ki Pyasi Hai

Meri Ruh Khuda Ki Pyasi Hai

मेरी रूह खुदा की प्यासी है

Tere aashishon ki, aisi barsi ghataa

Tere aashishon ki, aisi barsi ghataa

तेरे आशिशों की, ऐसी बरसी घटा

Khudawand tujhe barkat de

Khudawand tujhe barkat de

खुदवंद तुझे बरकत दे

Back to Search