Parvato ko dekhunga mai

Hindi

पर्वतो को देखूंगा मै

Parvato ko dekhunga mai

Song Information

Hindi Version

पर्वतो को देखूंगा मै 

कौन है मददगार मेरा 

मेरा मददगार खुदा है - 2

जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया है  - २

वो तेरे पाँव को फिसलने नहीं देगा

खुदावंद है तेरा जागा हुआ 

तुझे तन्हा न छोड़ेगा 

मेरा निगेहबान  खुदा है - २

जिसने ज़मीं और असमान को बनाया है 

पर्वतो को देखूंगा मै ....

तेरी जां को बला छु भी न पाएगी 

न गर्मी चाँद और सूरज की 

कभी तुझको जलाएगी

मेरा साइबान  खुदा है

जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया है 

पर्वतो को देखूंगा मै

English Version

Parvato ko dekhunga mai

kaun hai madadgaar mera

mera madadgaar khuda hai - 2

jisne zamin aur aasman ko banaya hai - 2

Wo tere paao ko phisalne nahi dega

khudawand hai tera jaga hua

tujhe tanha na chodega

mera nigehbaan khuda hai - 2

jisne zamin aur aasman ko banaya hai

Parvato ko dekhunga mai.....

teri jaan ko bala choo bhi na paegi

na germi chand aur suraj ki

kabhi tujhko jalaegi

mera saibaan khuda hai

jisne zamin aur aasman ko banaya hai

parvato ko dekhunga mai

Available Videos

Rate This Song

Current Rating

4.8

Based on user ratings

Artists

Share this song:

You Might Also Like

woh pyari salib dikhti hai mujhe

woh pyari salib dikhti hai mujhe

वो प्यारी सलीब दिखती है मुझे

Hosanna Teree Hum Kare

Hosanna Teree Hum Kare

होसन्ना तेरी हम करे

Aisi roti de mujhko, aisa paani de mujhko

Aisi roti de mujhko, aisa paani de mujhko

ऐसी रोटी दे मुझको, ऐसा पानी दे मुझको

paak yehowah mujhe maaf kerta hai

paak yehowah mujhe maaf kerta hai

पाक यहोवा मुझे माफ करता है

Ibteda mein kalaam tha

Ibteda mein kalaam tha

इबतेडा में कलाम था

Shukr Karo Rab ka woh jo malik hai sabka

Shukr Karo Rab ka woh jo malik hai sabka

शुक्र करो रब का वो जो मलिक है सबका

Meri Ruh Khuda Ki Pyasi Hai

Meri Ruh Khuda Ki Pyasi Hai

मेरी रूह खुदा की प्यासी है

Tere aashishon ki, aisi barsi ghataa

Tere aashishon ki, aisi barsi ghataa

तेरे आशिशों की, ऐसी बरसी घटा

Back to Search